Sabse kahta hoon
ki tera intezaar nahin,
Par har shaam
sochta hoontu ab tak aayi
kyuun nahin
fashlo ka ahsaas mujhe tab hua
jab usne kaha 'kaise ho'
maine kaha 'thik hu'
or usne maan liya.
Ek baar or uljhna hai mujhe tumse
bahut kuch smjhane ke liye
Tu mohaabat se koi chaal to chl,
Haar jaane ka ka hosla hain mujhme.
Fashla rakh ke kya haasil kr liya tumne aakhir
Rahti to tum aaj bhi mere dil main ho,
Bahut sarab chadhaata hu aajkl roz,
Tab jaakar tum kahin utarti ho.
Comments
Post a Comment