Hey Baby, The means of this lyrics is really true for me and of course for you too, Because we both cant live without each other, Bole to "Hum tere bin ab reh nahi sakte, Tere bina kya wajood mera" Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera Hum tere bin ab reh nahi sakte Tere bina kya wajood mera Tujh se juda gar ho jaayenge To khud se hi ho jaayenge juda Kyun ki tum hi ho Ab tum hi ho Ki zindagi ab tum hi ho.. Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Tera mera rishta hai kaisa Ek pal door ganwara nahi Tere liye har roz hain jeete Tujhko diya mera waqt sabhi Koi lamha mera na ho tere bina Har saans pe naam tera... Kyun ki tum hi ho Ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho.. Chain bhi, mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Kyun ki tum hi ho Ab tum hi ho Meri aashiqui ab tum hi ho.
Comments
Post a Comment